Haye tum ho hasin wafa tumko meri jaan
Aate aate ayegi
Tum ho hasin wafa tumko meri jaan
Aate aate ayegi
Sharmo hayaa hayaa adat me
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko
Na tum pas aati ho
Na pas aane deti ho
Wah kya wafa hai
Wafa ke kaam ye kaise
Jale ko tum jalati ho
Wafa ke kaam ye kaise
Jale ko tum jalati ho
Ke jitna pas aate hai
Tum utna dur jati ho
Khol do julf ka sawan
Bahut pyasa hai ye jivan
Jalan ye jate jate jayegi
Tum ho hasin wafa tumko
Meri jaan
Aate aate ayegi
Sharmo hayaa hayaa adat me tumhe
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko
Ho phul ho tum jis pe bahare nisar
Kya chahiye use jise
Mil gaya ho tera pyar
Meri baaho me aaya hai
Baharo sa badan tera
Meri baaho me aaya hai
Baharo sa badan tera
Mere hi vaste hai bas
Teri kushbu chaman tera
Hai mere samne jannat
Mili jaisi mujhe kismat
Ye duniya pate pate payegi
Tum ho hasin wafa tumko
Meri jaan
Aate aate ayegi
Sharmo hayaa hayaa adat me tumhe
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar