Tu duniya mein sar ko utha ke chal
Thokar se rahe banake chal
Sar uthake chal tu majbur na ban
Are duniya mein chalta hai jor ka
Re tu kamjor na ban
Ye sach hai yaar
Are sach aur jhuth ki pahchan kaha
Bade dhokhe hai yaha hoshiyar
Tu kato se daman bachake chal
Baje madhur bansuri
Ban mein haule haule ho
Baje madhur bansuri
Ban mein haule haule ho
Apne apne ghar chale panchi
Man ko khole ho
Dole pawan hoke magan
Jhum raha mast gagan
Ye dunia hai nam jhamele ka
Yaha kam nahi hai akele ka
Jise yaar kaho fir uske yar raho
Are ik or ik gyarah
Ye sach hai yar
Are sach or jhuth ki pahchan kaha
Bade dhokhe hai yaha hoshiyar
Tu kato se daman bachake chal
Sanjh bhai sajna gagan bhao lal re
Sanjh bhai sajna gagan bhao lal re
Radhika ke mukh pe
Sham mal gayo gulal re
Dole pawan hoke magan
Jhum raha mast gagan
Hamne azab ye jahan dekha
Insan ko bhi yaha bejuban dekha
Hai gulam koi to fale hal koi
Magrur ka garur tod dal pyare
Re tu kamjor na ban
Ye sach hai yaar
Are sach aur jhuth ki pahchan kaha
Bade dhokhe hai yaha hoshiyar
Tu kato se daman bachake chal.
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur, Mohammed Rafi