Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Aankhe hasi hain zulfe hasi hain
Chehra bada hasi
Sine mein dil hain dil mein
Lekin dil ki kadar nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Dil wil kya hain tum kya jano
Tumko nahin hain pata
Dil wil kya hain tum kya jano
Tumko nahin hain pata
Dil ko sambhalo awara
Dil ye dube na kahi
Sine mein dil hain dil mein
Lekin dil ki kadar nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Surat hain dekhi chal bhi dekhi
Badla khub hain tu
Surat hain dekhi chal bhi dekhi
Badla khub hain tu
Ek pal mein jo log hain badle
Unka bharosha nahin
Sine mein dil hain dil mein
Lekin dil ki kadar nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum kal jaha ab bhi wahi ho
Badle zara nahin
Agar dum hain mukable
Mein aake to dekho kabhi
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin
Tum tum ho to hum bhi hain kam nahin.
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Annette Pinto, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar