Tu ne teri nazar ne to kaafir bana diya
Mujhe kaafir bana diya
Hans kar rula diya
Kabhi ro kar hansa diya
Kabhi ro kar hansa diya aa
Tu ne teri nazar ne
Qadmon ki khaak pe hain
Bahaaron ke baadshaah
Bahaaron ke baadshaah
Qadmon ki khaak pe hain
Bahaaron ke baadshaah
Bahaaron ke baadshaah
Veeraan ghar ko aap ne
Jannat bana diya
Ae ji jannat banaa diya aa
Tu ne teri nazar ne
Dil thha bujha bujha
Badi be kaif thhi hayaat
Badi be kaif thhi hayaat
Dil thha bujha bujha
Badi be kaif thhi hayaaat
Badi be kaif thhi hayaat
Laila tera karam
Mujhe majnu bana diya
Mujhe majnu bana diya aa
Tu ne teri nazar ne
Main bhi zameen bhi arsh bhi
Sab jhoomne lage
Sab jhoomne lage
Main bhi zameen bhi arsh bhi
Sab jhoomne lage
Sab jhoomne lage
Masti bhari nazar se
Kaho kya pilaa diya
Kaho kya pilaa diya
Tu ne teri nazar ne
Dil par nazar hai dil mein
Nazar hai huzoor ki
Nazar hai huzoor ki
Dil par nazar hai dil mein
Nazar hai huzoor ki
Nazar hai huzoor ki
Yeh toot jaayega
Jo nazar se gira diya
Jo nazar se gira diya
Tu ne teri nazar ne.
Ishwar Lal, Shamim
Naeem Ajmeri (Naeem Shamim Ajmeri)
Mubarak Begum, Suman Kalyanpur
Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur