Unki pahli najar kya asar kar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Ek bijli giri or main mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Ek bijli giri or mai mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Dil me so bar mai ayina dekhlu
Jane kiske liye roz sajne lagi
Dil me so bar main ayina dekhlu
Jane kiske liye roz sajne lagi
Aisa chhaya kisi ki najar ka nasha
Aisa chhaya kisi ki najar ka nasha
Do kadam bhi chalne lage to bahkne lagu
Dil gaya to agya jindagi har gai
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Ek bijli giri or mai mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Ji chahta ha ibaho mein lu aasma
Dil ye kahta hai phulo me hai aasiya
Ji chahta hai baho me lu aasma
Dil ye kahta hai phulo mein hai aasiya
Hoth danto me apni dabati hu mai
Hoth danto me apni dabati hu mai
Dil me arman lene lagi chutkiya
Chain aata nahi beakali badh gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Ek bijli giri or mai mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Har naajra mujhko sarabi lage
Phul jo bhi khilie wo gulabi lage
Har naajra mujhko sarabi lage
Phul jo bhi khilie wo gulabi lage
Jag uthe rang mein pyar ki bijliya
Jag uthe rang mein pyar ki bijliya
Dil ke maujo se tufa sababi uthe
Bali jiwan me ek aag si bhar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Ek bijli giri or mai mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi
Ek bijli giri or mai mar gayi
Mujhko kya ho gaya hai khuda jane
Unki pahli najar kya asar kar gayi.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi