Wo jo auron ki khatir jiye mar mite
Sochti hoon unhe kya mila kya mila
Wo jo auron ki khatir jiye mar mite
Sochti hoon unhe kya mila kya mila
Kya mila kya mila
Jaise baadal barasta huaa
Pyaas jag ki bujhata raha
Jaise baadal barasta huaa
Pyaas jag ki bujhata raha
Thes tann mann ke liye
Apni khushboo lutata raha
Tum bhi apna jeevan lutati rahi
Par pyat tumhein kis ka mila
Wo jo auron ki khatir jiye mar mite
Sochti hoon unhe kya mila kya mila
Khwaab dekhe humaare liye
Ek pal bhi agar so gayi
Khwaab dekhe humaare liye
Ek pal bhi agar so gayi
Tum hawa ka ek parivaar ki
Sab ki fikron mein tum kho gayi
Tum hawa ka ek parivaar ki
Sab ki fikron mein tum kho gayi
Tum na biyaahi na haatho mein mehndi rachi
Aur na maathe ko tika mila
Wo jo auron ki khatir jiye mar mite
Sochti hoon unhe kya mila kya mila
Ek aurat ho meri taraha
Phir bhi lagti ho devi mujhe
Ek aurat ho meri taraha
Phir bhi lagti ho devi mujhe
Apna sabkuchh mitaya magar
Ik nayi zindagi di mujhe
Apna sabkuchh mitaya magar
Ik nayi zindagi di mujhe
Har andhere mein jalti
Pigalti rahi dil tumhein deep jaisa mila
Wo jo auron ki khatir jiye mar mite
Sochti hoon unhe kya mila kya mila
Kya mila kya mila.
Kiran Kalyani
Kaushalya
Kaushalya
Husn Bano
Gop Kamlani, Zohrabai Ambalewali
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Pamela Chopra
Jolly Mukherjee, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar