Woh toh yahin hai lekin
Har koi usko dhoondhein
Parwaah nahi hai uski
Dil chahe jaan bhi chhute
Khud ko manata rehta
Chaahe ye duniya roothe
Neendon mein ghus ke
Kare sapne barbaad
Jism aur jaan mein wo ab
Aise utar jaayega
Aaina dekhiye toh
Wo hi sirf nazar aayega
Woh toh yahin hai lekin
Har koi usko dhoondhein
Neendon mein ghus ke
Kare sapne barbaad
Khud hi udaa kar sabke
Pankhon ko kaate woh
Kaale fasane likhta
Kajal chura ke wo
Khud ko sirf yaad rakhta
Duniya bhula ke woh
Sadiyaan bikher dala
Lamha mein aake wo
Pankhon ko kaate pehle
Phir woh kare aazaad
Neendon mein ghus ke
Kare sapne barbaad.
Saba Azad
Saugat Upadhaya
Saugat Upadhaya
Ali Azmat
Kanika Kapoor
Aditya Trivedi