Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri - Zanjeer lyrics | Zanjeer - Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri lyrics

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri is a hindi song from the 1973 movie Zanjeer. Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri singer is Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri lyricist or song writer is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri features Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Pran, Om Prakash, Ram Sethi, Ajit Khan, Bindu. Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri director is and the producer is . The audio of Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song was released on 11th May, 1973 by Saregama. Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri YouTube video song can be watched above.


Gar khuda mujse kahe
Gar khuda mujse kahe
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu me ye maangu
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao ham nivaala
Hamsafar hamraaz ho
Ta qayaamat ta qayaamat
Jo chiraago ki tarha jalte rahe


Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaar ho bando se ye oh
Yaar ho bando se ye
Sabse badi hai bandagi
Yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi


Saaz-e-dil chhedo jaha me
Saaz-e-dil chhedo jaha me
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo
Jaha me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai
Unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya
Pyar leke noor aaya
Pyar leke taazgi yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi


Are jaan bhi jaaye agar
Jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho gham geen
Matlab ham nahi
Ham jaha hai us jagaah
Ham jaha hai us jagaah
Jhoomegi naachegi khushi
Yaari hai
Are yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Aa
Gul-e-gulzaar kyu
Bezaar nazar aata hai
Gul-e-gulzaar kyu
Bezaar nazar aata hai
Chashme pat ashiqaar
Yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara
Haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat
Kya hai ye bataade tu


Kahe to aasmaa se
Chaand taare le aau
Haseen jawaan aur
Dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu
Tera mamnoon hu
Tumne nibhaaya yarana
Teri hasee hai aaj
Sabse bada nazraana
Teri hasee hai aaj
Sabse bada nazraana
Yaar ke haste hi
Yaar ke haste hi
Mehefil pe jawaani chha
Gayi chha gayi yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Oh eh qurbaan qurbaanoy.



Movie/album: Zanjeer
Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Pran, Om Prakash, Ram Sethi, Ajit Khan, Bindu
Release on: 11th May, 1973
1. Who is the music director of the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song singer is Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song lyricist is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
5. What is the movie of the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song is from Zanjeer
6. Who wrote the song Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri
Ans: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri song is written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)

Find other songs in - Zanjeer

2
Aanka Baanka Tali Talaka

Mohammed Rafi

3
Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re

Lata Mangeshkar

4
Deewane Hain

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Khochey Pathan Ki Zubaan

Meet Bros Anjjan, Shabab Sabri, Sukhwinder Singh

6
Lamha Tera Mera

Palak Muchhal, Wajid Ali

7
Kaatilana

Shweta Pandit

8
Shakila Banoo

Shreya Ghoshal

9
Pinky

Mamta Sharma, Meet Bros Anjjan

10
Mumbai Ke Hero

Mika Singh, Talia Bentson