Ye bura kiya jo saaf saaf keh diya
Ke mere sanware piya
Tose door rah ke
Chain paye na jiya
Ke maine ye bura kiya
Jo saaf saaf keh diya
Ke mere sanware piya
Tose door rah ke
Chain paye na jiya
Mitti batiyo se
Barmaye gaye ham
Uljhan me uljhaye
Gaye ham
Mitti batiyo se
Barmaye gaye ham
Uljhan me uljhaye gaye ham
Bhul jo tumahari
Bhala maine kya kiya
Maine kya kiya
Bhul jo tumahari
Bhala maine kya kiya
Maine kya kiya
Ke maine ye bura kiya
Jo saaf saaf keh diya
Ke mere sanware piya
Tose door rah ke
Chain paye na jiya
Ke maine
Ham jiye mare bhala ji
Tumko kya padi
Dekhte hai
Nainava se lagi hai jadi
Ham jiye mare bhala ji
Tumko kya padi
Dekhte hai
Nainava se lagi hai jadi
Faltu ye pani ye
Bah gaya toi kya hua
Faltu ye pani ye
Bah gaya toi kya hua
Ke maine ye bura kiya
Jo saaf saaf keh diya
Ke mere sanware piya
Tose door rah ke
Chain paye na jiya
Ke maine
Tumhari puri tarah se
Tumpe jaan mare hai
Rain bhi bas haye
Haye tumhe yaad kare hai
Tumhari puri tarah se
Tumpe jaan mare hai
Rain bhi bas haye
Haye tumhe yaad kare hai
Sukar hai ke kuch to
Tumhe kaam mil gaya
Sukar hai ke kuch to
Tumhe kaam mil gaya
Ke maine ye bura kiya
Jo saaf saaf keh diya
Ke mere sanware piya
Tose door rah ke
Chain paye na jiya.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Rajkumari Dubey
Rajkumari Dubey
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)