Haaye ,haaye, hey
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koyi bataaye
O o koyi bataaye
Ke aisi haalat mein
Dil pe qaabu rahe to kaise
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koyi bataaye
O o koyi bataaye
Ke aisi haalat mein
Dil pe qaabu rahe to kaise
Khuda bachaaye ajeeb sa hai
Shabaab ka yeh haseen zamaana
La lala la lala lala lala lala la
Khuda bachaaye ajeeb sa hai
Shabaab ka yeh haseen zamaana
Qadam qadam par nayi kahaani
Qadam qadam par naya fasaana
Hoye
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koyi bataaye
O o koyi bataaye
Ke aisi haalat mein
Dil pe qaabu rahe to kaise
Oye oye hoy oye
Yeh gori gori tumhaari baanhen
Machal rahi hain kuchh is tarah se
La lala la lala lala lala lala la
Yeh gori gori tumhaari baanhen
Machal rahi hain kuchh is tarah se
Nazar ko dhoka yeh ho raha hai
Lagi hai paani mein aag jaise
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koyi bataaye
Ho o koyi bataaye
Ke aisi haalat mein
Dil pe qaabu rahe to kaise
Khuli khuli yeh tumhaari zulfen
Zaroor saawan ki badliyaan hain
La lala la lala lala lala lala la
Khuli khuli yeh tumhaari zulfen
Zaroor saawan ki badliyaan hain
Aur in ke peechhe chhupi chhupi si
Yeh shokh nazron ki bijliyaan hain
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koyi bataaye
Ho o koyi bataaye
Ke aisi haalat mein
Dil pe qaabu rahe to kaise.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi