Koi parchhayi das jaye
Tan jale man murjhaye
Tere bin kaise din bite sajana
Socha ye to ankhiyo me aasu bhar aaye
Rat bhar ye jahar piya nahi jaye
Bhigi bhigi ankhiyo me raina kat jaye
Bhito ke phulo ki
Mithi mithi bhulo ke
Din the vo kitne hasi
Ankho me hai chhupi
Sanso me hai dupi
Bujhe bujhe sapne kai
Sab kuch haar ke
Baithi man maar ke
Ek pal me jalan man se na jaye
Barsi ghata bhi to agan par saye
Aaho ka ye safar aasu ki ye umang
Kaise kate tanha kaha
Ye jaha hai kuva
Do badan ek jan kaise rahe dur yaha
Tu kahi mai kahi zindagi nahi
Bita pal ho ya kal fir loat na aaye
Tere bin kaise jiye, jiya na jaye
Tere bin kaise din bite sajana
Socha ye to ankhiyo me aasu bhar aaye.
Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle