Kali ke jigar ke
Hue pahle tukde
To fir pyar karne
Ka pal bhi aaya
Tadap jab chuki
Mauj tufan me to
Gale se lagane
Ko sahil bhi aaya
Suna kaish ka hal
Duniya ne lekin
Jo laila pe gujri
Use kaun soche
Sitmagar katil
Hame kahne wala
Na hoti mohabbat
Agar hum na hote
Duniya me wafa
Hoti bahut badnam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Zinda hai zinda
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Wafa ka naam
Wafa ka nam naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Sune wo log jo aaho
Pe aahe bharte hai
Jinhe hai ishk wo
Fariyad nahi karte hai
Chalak aate hai nigaho
Me jo tukde dil ke
Ro lete hai andhero
Se gale mil mil ke
Ro lete hai andhero
Se gale mil mil ke
Deewano tumko to
Deewana na banna aaya
Jalane ka sokh hai
Parwana na banna aaya
Jalane ka sokh hai
Parwana na banna aaya
Shama kahte hamko
Kabhi socha dil ne
JaleĀ hai hum to
Hua hai ujala mahfil me
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye auro ke liye
Auro ke liye jalna
Hamara hamara kam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Ho zara sunna zara
Sunna are mahfil walo
Na dekhoge kabhi
Aisa tamasha dil walo
Ke rashta bhul ke purab
Se range sham aaya
Jafa daro ke hothon
Par jafa ka nam aaya
Ab aise jaal na
Dalo are zulfo walo
Ab aise jaal na
Dalo are zulfo walo
Hame nadan na
Samjho are bhole bhalo
Tumhare jalwo ko
Aankho me na basna aaya
Tumhe to shisha e
Dil tod ke hasna aaya
Hamesha jahar jo de
Wo uthake jam aaye
Tumhare jhuthe labo
Par wafa ka naam aaye
Tauba ji tauba lijiye
Khuda ka naam
Tauba ji tauba lijiye
Khuda ka naam
Dekho ji dekho
Tum to na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka nam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka nam
Hamesha aapko aata
Hai badh ke ruk jana
Kisi ko lut ke parde
Me jake chhup jana
Hamesha aag udayi
Hai tumne raho me
Hamara nam hai ruswa
Tumhari aaho me
Yaha to aah ki tumse
Aah bhi na hui
Hamare dard me
Fir bhi kami na hui
Mohabbat thokre
Khati hai mahzabino me
Mohabbat or hasi
Ho gayi hasino me
Tauba ji tauba
Lijiye khuda ka naam
Tauba ji tauba
Lijiye khuda ka naam
Dekho ji dekho tum
To na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Zinda hai zinda hamse
Wafa ka naam
Zinda hai zinda hamse
Wafa ka naam.
Usha Mangeshkar
Kamal Barot
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)