Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata
Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata
Charo vedo ki janni tu
Mahamantar ki data
Charo vedo ki janni tu
Mahamantar ki data
Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata
Teri mahima hai nirali to
Sabki kare rakhwali
Teri mahima hai nirali to
Sabki kare rakhwali
Bhule bhatke logo ko tu
Sanmarg dikhane wali
Gyan ki devi tu hai mata
Gyan ki devi tu hai mata
Sabki bhagya vidhata
Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata
Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata
Hai teri anupam maya
Jiska koi par na paya
Hai teri anupam maya
Jiska koi par na paya
Hai koti koti suryo ka
Tujhme adbhut tej samaya
Tere tej ki ek kiran se
Tere tej ki ek kiran se
Man ujjawal ho jata
Anand mangal karu aarti
Jai gayatri mata.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi