Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Jo aag se khelga
Wo jal jayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Mat bhul badi bhul
Kiye jata hai
Mat bhul badi bhul
Kiye jata hai
Jo dard tu oro ko
Diye jata hai
Wo dard tere dil ko
Bhi tadpayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Daulat ka nasha hosh
Uda deta hai
Daulat ka nasha hosh
Uda deta hai
Insaan ko deewana
Bana deta hai
Yeh jaam uthaya to
Bahak jayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Jo aag se khelga
Wo jal jayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Royega tu tadpega
Paresa hoga
Royega tu tadpega
Paresa hoga
Aur apne kiye pe tu
Pashema hoga
Par hath gaya waqt
Nahi aayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Dekha na wohi baat
Huyi saudai
Dekha na wohi baat
Huyi saudai
Aye bap ki daulat
Tere kis kam aayi
Tu apni khatao ki
Saja payega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega
Aye dost kisi roz
Tu pachtayega.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi