Tumhi se huyi hai shuru
Aur tumhi pe sanam
Khatm hogi kahani humari
Tumhi se huyi hai shuru
Aur tumhi pe sanam
Khatm hogi kahani humari
Kisi gair se mohabbat kare to
Khuda chhin le zindgani humari
Tumhi se hui hai
Yahi zulfen yahi nazre
Yahi dar hai humara
Jaha chhode magar chhode
Na hum daman tumhara
Kasam lelo kasam lelo
Yeh wada hai na tutega
Kahi or apne yeh sajde lutade
To ho jaaye ruswa jawani humari
Tumhi se huyi hai shuru
Aur tumhi pe sanam
Khatam hogi kahani hamari
Tumhi se huyi hai
Na tumko bhi khabar hoti
Tumhe yu pyar karte
Gujarti hai jo is dil mein
Na hum inzhar karte
Agar bas mein
Agar bas mein yeh
Dil hota to chup rahte
Magar kya kare ab juban nazar se
Lagi bolne bejubani hamari
Tumhi se huyi hai shuru
Aur tumhi pe sanam
Khatam hogi kahani humari
Tumhi se huyi hai
Koi heere koi moti
Koi yeh phul laya
Humara dil fakat name
Mohabbat leke aaya
Mohabbat se
Mohabbat se jyada
Kya hasi hoga
Yahi hai humari nigaho ka tohfa
Yahi ban sakega nishani humari
Tumhi se huyi hai shuru
Aur tumhi pe sanam
Khatm hogi kahani hamari
Kisi gair se mohabbat kare to
Khuda chhin le zindgani humari
Tumhi se huyi hai.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi