Badi door se aaya
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Banni ka kajra bole
Banni ka kajra bole
Banni ka kajra bole
Banni ka kajra bole
Banni ki laali bole re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Kyu banni na bole
Hai laaj sharam ghahena
Meri banni ne pehna
Hai laaj sharam ghahena
Meri banni ne pehna
Shikha hai
Shikha hai meri banni ne
Chup reh ke shukh dukh sehna
Shikha hai pyari banni ne
Chup reh ke shukh dukh sehna
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Banni ka kangana bole
Banni ka bichhua bole
Banni ka kangana bole
Banni ka bichhua bole
Banni ki payal bole re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Kyu banni na bole
Ho shaad rahe aabad rahe
Geet khushi ke tu gaaye
Geet khushi ke tu gaaye
Ho phul hi phul ho un raaho mein
Jeen raaho se tu jaaye
Jeen raaho se tu jaaye
Bin maange mile
Bin maange mile duaye
To phir banni kyu bole
Bin maange mile duaye
To phir banni kyu bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Banni ka jhumar bole
Banni ka jhumka bole
Banni ka jhumar bole
Banni ka jhumka bole
Banni ki mahendi bole re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Kyu banni na bole
Are ha ha ha ha ha
Shaadi se pehle yaaro
Banni kaise bolegi
Banni kaise bolegi
Shaadi se pehle yaaro
Banni kaise bolegi
Zara ho jaane do
Zara ho jaane do shaadi
Phir to banni hi bolegi
Zara ho jaane do shaadi
Phir to banni hi bolegi
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Banni ki nighahe bole
Banni ki adaaye bole
Banni ki nighahe bole
Banni ki adaaye bole
Banni ki hasi to bole re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Badi door se aaya banna re
Par banni na bole
Are jeeo banni raani jeeo.
Asha Bhosle, Shailendra Singh
Bhupinder Singh
Vani Jairam
Asha Bhosle, Kishore Kumar