Aye kagaj ko phenko
Aye kagaj ko phenko
Mujhe dekho rasiya
Mujhe dekho rasiya
Rang hai na isme mera ang hai piya
Aisa hi sokh jo tumko hua hai
Mere aachal pe
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Kagaj ko phenko
Mujhe dekho rasiya
Aachal hai mera
Aachal hai mera itna sunhara
Jaise mera gora tan hai
Uspe nirali bindiya ki lali
Tere liye hai sajan
Jadu bhara kajal bhi hai
Kajal bhi hai to fir der kya hai
Mere aachal pe
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Kagaj ko phenko
Mujhe dekho rasiya
Mano ji kehna
Mano ji kehna dhalti hai raina
Chhodo kalam ko thamo balam ji
Mehandi laga hath mera
Isme sanam dil me tere
Dil pe tere jo bhi likha
Mere aachal pe
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Kagaj ko phenko
Mujhe dekho rasiya
Rang hai na isme mera ang hai piya
Aisa hi sokh jo tumko hua hai
Mere aachal pe
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Mere aachal pe
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Mere aachal pe likho
Muye kagaj me kya hai
Kagaj ko phenko
Mujhe dekho rasiya.
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar