Dil me sholey nigaho me pani
Dil me sholey nigaho me pani
Dil me sholey nigaho me pani
Dil me sholey nigaho me pani
Har tayaf ki hai ye kahani
Har tayaf ki hai ye kahani
Dil me sholey nigaho me pani
Dil me sholey nigaho me pani
Kitne unvan hai kitne tufan hai
Kitne unvan hai kitne tufan hai
Nazo hai andaz hai
Saaj hai raaz hai
Humsafar hai kai or ghar hai kai
Khub hai dasta gujara hai bachpan kaha
Or gujari kaha pe jawani
Or gujari kaha pe jawani
Dil me sholey nigaho me pani
Har tayaf ki hai ye kahani
Is sahar me yahi kho gayi vo kahi
Is sahar me yahi kho gayi vo kahi
Aaina dekh kar mujhko aayi nazer
Vo jo majbur thi fir bhi magrur thi
Aaj kothe pe thi
Nachti hai vo hi
Apne baap ki galiyo ki rani
Apne baap ki galiyo ki rani
Dil me sholey nigaho me pani
Har tayaf ki hai ye kahani
Ye tayaf kahi paida hoti nahi
Ye tayaf kahi paida hoti nahi
Banti hai badnasib hoti hai ye garib
Ya koi bewafa dete ise daga
Chhod deta hai sath
Bas ek raat
Umar bhar roti hai ye deewani
Umar bhar roti hai ye deewani
Dil me sholey nigaho me pani
Dil me sholey nigaho me pani
Har tayaf ki hai ye kahani
Dil me sholey nigaho me pani.
Lata Mangeshkar, Shashi Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle