Doli leke yaha koi aata nahin
Koi dulhan banake le jata nahin
Kya itne bure hain hum
Rat hoti hain to raat hoti hain
To dulha ban jata hain
Rat hoti hain to dulha ban
Jata subha hote talak de jata hain
Doli leke yaha koi aata nahin
Koi dulhan banake le jata nahin
Kya itne bure hain hum
Rat hoti hain to rat hoti hain
To dulha ban jata hain
Subha hote talak de jata ha
Main andhera hoon mujhko
Sahar chahiye oo ho
Main andhera hoon mujhko
Sahar chahiye ek humdard hume
Humsafar chahiye main bhi
Aurat hu mujhko bhi ghar chahiye
Pyar ka wada deke pyar
Ka wada deke wo hi bewafa
Mujhko dhoka chalak de jata hain oo ho
Doli leke yaha koi aata nahin
Koi dulhan banake le jata nahin
Kya itne bure hain hum
Rat hoti hain to rat hoti hain
To dulha ban jata hain
Subha hote talak de jata ha
Jite ji to nahin koi izzat meri oo ho
Jite ji to nahin koi izzat meri
Bad marne ke shayad ho kimat meri
Teri baaho mein mar jau hasrat meri
Sunke gana mera sunke
Gana mera ye zamana tera
Wahan wahan kah ke
Bas khak de jata hain
Doli leke yaha koi aata nahin
Koi dulhan banake le jata nahin
Kya itne bure hain hum
Rat hoti hain to raat hoti hain
To dulha ban jata hain
Subha hote talak de jata ha.
Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Mohammed Aziz
Asha Bhosle
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz