Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Door door se aaye dil ka haal sunaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Door door se aaye dil ka haal sunaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Jeena hai chaar din hasake jiyenge,
Do din ki jhai jawaani
Saare jahaan ko apani
Hasi ki de jaao koyi nishaani
Aankhon hi aankhon
Mein milate hai najraane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Door door se aaye
Dil ka haal sunaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Socho na ke har pal hasi ho
Phir zindagi ka maja hai
Le de ke pyaar hi dil ki khushi hai,
Duniya mein bas aur kya hai
Hum hai jahaan wahaan hai
Pyaar ke hi khajaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Door door se aaye dil ka haal sunaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Jao jaha bhi karate he
Man chale aankho se ese esare
Kya inko dekhana kya inka
Sochana sab he ye ulafat ke mare
Milate he kaise kaise aasiqe masatane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Ek haseen laakhon mein,
Usake laakhon deewaane
Door door se aaye dil ka haal sunaane
Yeh hai ji haan husn ka karishma
Yeh hai ji haan husn ka karishma.
Rahul Dev Burman
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar