Ek padosan peechhe pad gayi
Hoy
Ek padosan peechhe pad gayi
Junglee jiska naam
Ho
Junglee jiska naam
Pyaar muhabbat kyaa samjhaaye
Isko ram aur shyam
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Jaa main na teri madhumati
Na dhanno mera naam
Hoy dhanno
Jaa main na teri madhumati
Na dhanno mera naam
Dil bhi dena dard bhi lenaa
Ye nahin mera kaam
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Hoy
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
Hoy de re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
De re na
De re na
Hoy
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
Main thaa ik aazaad musaafir
Gayaa dekhne mela
Hoy gayaa dekhne mela
Gayaa dekhne mela
Hoy hoy lagi huyi thhi us mele mein
Aayi milan ki bela
Hoy aayi milan ki bela
Hoy aayi milan ki bela
Jismein kaam kare thhi bano
Yaaron maano ya na maano
Aisi gori chitthi chhori
Naazuk naazuk baans ki chori
Aisi gori chitthi chhori
Chitthi chhori aisi gori
Gori gori chitthi chhori
Kaise karoon main jora jori
Le gayi re dil mera chori chori
Hoy hoy chori chori
O bano bano kahke yaaron
Hoy bano bano kahke yaaron
Phiroon main subaho shaam
Ke teri meri
Ke teri meri
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Jaa main na teri madhumati
Na dhanno mera naam
Dil bhi dena dard bhi lenaa
Ye nahin mera kaam
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Haridwaar mein ganga dekhi
Aur dilli mein jamuna
Dilli mein jamuna
Dilli mein jamuna
Lekin wo ek film thhi
Jismein jaa atka man apna
Atka man apna
Ho atka man apna
Jiska hero thaa albelaa
Jaise hari chhail ka khela
Jaalim dil mein aag lagaaye
Zulfein naachhe bikhraaye
Kaare kaare matwaare
Matwaare kaare kaare
Kaare kaare matwaare
Main to jiyarwaa haari haari
Hoy hoy haari haari
Main hoon uski lalpari
Ho ho ho ho ho
Main hoon uski lalpari
Aur wo mera gulfaam
Ke teri meri
Ke teri meri
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Ek padosan peechhe pad gayi
Junglee jiska naam
Pyaar muhabbat kyaa samjhaaye
Isko ram aur shyam
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Nahin nahin
Ke teri meri nahin nibhni
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
De re na
De re na
Hoy
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
Chali milan ko ek jugnu se
Jogan nadiya paar
Chali milan ko ek jugnu se
Jogan nadiya paar
Jogan nadiya paar
Ho deewani ka deewane se
Huaa anokhaa pyaar
Ho deewani ka deewane se
Hoy huaa anokhaa pyaar
Ho anokhaa pyaar
Babul mera de aayaa hai
Shaadi ka paighaam
Arre usse pahle le bhagegaa
Tujhko gopi ram
Udan khatole pe udte jaayen
Gaate ek taraanaa
Hoy
Main jab chhedoon saaz apna
Tu aawaaz milaanaa
Ho ho ho
Bol kahaan ka aisa hai tu
Kohinoor ka tukda
Arre naye daur ke devdas ka
Dekho to ye mukhdaa
Jaa re jaa footpath pe tujhko
Ho ho ho ho
Arre jaa re jaa footpath pe tujhko
Kar doongi neelaam
Ke teri meri
Ke teri meri
Ke teri meri nahin nibhni
Nahi nahin
Ke teri meri nahin nibhni
Hoy ek padosan peechhe pad gayi
Junglee jiska naam
Pyaar muhabbat kyaa samjhaaye
Isko ram aur shyam
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Ke teri meri nahin nibhni
Nahi nahin
Ke teri meri nahin nibhni
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na
De re na re de re na re de re na.
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor