Gora rang yeh surat hua jaaye
Gora rang yeh surat hua jaaye
Bagho mein na chhed
Sajna mere soniya
Gore rang ko surakh hone de
Gore rang ko surakh hone de
Gore rang ko surakh hone de
Yeh din nahin phir aayenge soniye
Maine pehni jawaniyo ki kurti
Maine pehni jawaniyo ki kurti
Kata dil laga de sajna mere soniya
Dhaga rago ka suyi mein piro ke
Dhaga rago ka suyi mein piro ke
Dhaga rago ka suyi mein piro ke
Batan laga doon sajani meri soniye
Tu hi bol ab kahan mein jaaun
Tu hi bol ab kahan mein jaaun
Tu hi bol ab kahan mein jaaun
Mar gayi mari sajna mere soniya
Mujhe mar ke bhi tujhko hai pana
Mujhe mar ke bhi tujhko hai pana
Mujhe mar ke bhi tujhko hai pana
Aake chahe maut dekh le meri soniye
Tujhe wasta re door nahin jana
Tujhe wasta re door nahin jana
Galiyo mein rul jaaungi o mere soniya.
Meenu Purushottam
Bhupinder Singh
Shabbir Kumar
Anuradha Paudwal