Kuchh peeli hain kuchh peene laga
Abhi aur bhi maine peeni hain
Kuchh peeli hain kuchh peene laga
Abhi aur bhi maine peeni hain
Mujhe marne do ab na roko
Jee bhar ke zeher yeh peene do
Hato door hato duniya walo
Hato door hato duniya walo
Mujhe zakhmo ko tum sine do
Mujhe zakhmo ko tum sine do
Kuchh peeli hain kuchh peene laga
Abhi aur bhi maine peeni hain
Jise dil ka choga maine diya
Wahin panchhi ab us paar gaya
Mera apna bana dagabaaz koi
Mere pyar ki duniya chhod gaya
Mujhe saza wafa ki mil gayi re
Mujhe saza wafa ki mil gayi re
Na pyaar ke aur karine do
Kuchh peeli hain kuchh peene laga
Abhi aur bhi maine peeni hain
Mujhe marne do mujhe na chhedo
Na haal koi puchho mera
Main woh sawan ka chand jise
Khud meri badli ne ghera
Rehne do kashti tufaa mein
Rehne do kashti tufaa mein
Na aur guzara sakine do
Kuchh peeli hain kuchh peene laga
Abhi aur bhi maine peeni hain
Abhi aur bhi maine peeni hain.
Meenu Purushottam
Shabbir Kumar
Anuradha Paudwal
Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar