Nange nange pavo
Aakar apna vachan nibhau
Bhakat jano ke sang
Main apni ma ke darshan pau
Jaikara sherawali ka
Bol sanche darbar ki jai
Har bandhan todke
Maiya tere dware aaya hoon
Har bandhan todke
Maiya tere dware aaya hoon
Charno mein arpan karne
Ko bhent tumhari laya hoon
O sherawaliye tune
Bulaya to main aaya hoon
Main aaya hoon main
Aaya hoon main aaya hoon
Har bandhan todke
Maiya tere dware aaya hoon
Charno mein arpan karne
Ko bhent tumhari laya hoon
O sherawaliye tune
Bulaya to main aaya hoon
Main aaya hoon main
Aaya hoon main aaya hoon
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Bandha huya hain mera
Jeevan in charno ke sath
In charno ke sath o
Mata in charno ke sath
O koi hath laga nahin
Sakta jispe tera hath
Jispe tera hath ma
Jispe tera hath
Aaj murado se main
Apni o bholi ma
Aaj murado se main
Apni jholi bharne aaya hoon
Aaj murado se main
Apni jholi bharne aaya hoon
Charno mein arpan karne
Ko bhent tumhari laya hoon
O sherawaliye tune
Bulaya to main aaya hoon
Main aaya hoon main
Aaya hoon main aaya hoon
Har bandhan todke
Maiya tere dware aaya hoon
Charno mein arpan karne
Ko bhent tumhari laya hoon
O sherawaliye tune
Bulaya to main aaya hoon
Main aaya hoon main
Aaya hoon main aaya hoon
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
O sherawaliye
Sherawaliye
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
O sherawaliye
Sherawaliye
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni
Jai janni jai jagjanni.
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor, Shailendra Singh
Asha Bhosle
Asha Bhosle