Hum nahin tere dushmano mein
Hum nahin tere dushmano mein
Kyon humko deewana banaya banaya
Kyon humko deewana banaya
Hum to hai tere doston mein
Hum to hai tere doston mein
Kyon tune mera dil churaya churaya
Kyon tune mera dil churaya
Hum kahin ek din yuh ek bahek milgaye the
Ishq ke pyaar ke mastane dil kho gaye the
Faasle mitgaye nazdeek aane lage hum
Bekhudi yuh badi saason pe chane lage hum
Hum nahin tere qatilon mein
Hum nahin tere qatilon mein
Kyon zulfon mein hum ko fasaya fasaya
Kyon zulfon mein hum ko fasaya
Haan hum to hai tere doston mein
Hum to hai tere doston mein
Kyon tune mera dil churaya churaya
Kyon tune mera dil churaya
Yeh mera dil gaya bas dillagi dillagi mein
Bhool ke yeh jahan dooba teri aashiqi mein
Sochta hoon sanam ikraar kaise karoon mein
Pyaar ke dard ka izhaar kaise karoon mein
Hum to hai teri dhadkano mein
Hum to hai teri dhadkano mein
Kyon dard-e-jigar ko badaya badaya
Kyon dard-e-jigar ko badaya
Hum nahin tere dushmano mein
Hum nahin tere dushmano mein
Kyon humko deewana banaya banaya
Kyon humko deewana banaya
Chaahate sab jise main woh haseen chandni hoon
Yeh bas jaanlo kiske liye main bani hoon
Aarzoo kya kahen samjho zara tum ishare
Pyaar ke khel mein jeete koi koi hare
Hum to hai teri baazon mein
Hum to hai teri baazon mein
Kyon ilzaam hum pe lagaya lagaya
Kyon ilzaam hum pe lagaya
Hum nahin tere dushmano mein
Hum to hai tere doston mein
Kyon humko deewana banaya banaya
Kyon humko deewana banaya
Kyon tune mera dil churaya churaya
Kyon tune mera dil churaya.
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Shaan
Kumar Sanu
Babul Supriyo