Hari om hari om hari om hari om
Jab dukh se man ghabra jaye
Har or nirasha cha jaye
Jab dukh se man ghabra jaye
Har or nirasha cha jaye
Jab ek kiran bhi aasha ki
Aati ho nahi najar
Prarthana kar prarthana kar
Jagat ke palan hare se
Prarthana kar prarthana kar
Hari om hari om hari om hari om
Hari om
Tu jan bujh koi pap na kar
Ho jaye to paschatap na kar
Tu jan bujh koi pap na kar
Ho jaye to paschatap na kar
Ye sab lila us ishwar ki
Tu dhyan usi ka dhar
Prarthana kar prarthana kar
Jagat ke palan hare se
Prarthana kar prarthana kar
Hari om hari om hari om hari om
Hari om
Jisko na kisi ne dekha hai
Wo ek karam ki rekha hai
Jisko na kisi ne dekha hai
Wo ek karam ki rekha hai
Wo sab ka bhagya vidhata hai
Sabki hai use khabar
Prarthana kar prarthana kar
Jagat ke palan hare se
Prarthana kar prarthana kar
Hari om hari om hari om hari om
Hari om
Joli sukh se bhar dega wo
Sab bhul xama kar dega wo
Joli sukh se bhar dega wo
Sab bhul xama kar dega wo
Chahe jag tuhjase mukhada phere
Tu usase mila nazar
Prarthana kar prarthana kar
Jagat ke palan hare se
Prarthana kar prarthana kar
Hari om hari om hari om hari om
Hari om.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Kishore Kumar