Kabhi tanhayiyon mein
Ek aisi bhi ghadi aayi
Kabhi tanhayiyon mein
Ek aisi bhi ghadi aayi
Bahut rone ki koshish ki
Magar fir bhi hansi aayi
Maza kya dil ko aata hai
Najane bekarari mein
Tadap utha ye deewana
Agar dambhar khushi aayi
Tadap utha ye dil deewana
Agar dambhar khushi aayi
Kabhi tanhayiyon mein
Ek aisi bhi ghadi aayi
Kabhi basti se gabrake
Jo virane mein aa nikale
To bechaini bhi saye ki
Tarah pichhe chali aayi
To bechaini bhi saye ki
Tarah pichhe chali aayi
Kabhi tanhayiyon mein
Ek aisi bhi ghadi aayi
Kisi ko bhul jane ka
Irada jo kiya maine
Mujhe reh reh ke samjhane
Mere dil ki lagi aayi
Mujhe reh reh ke samjhane
Mere dil ki lagi aayi
Kabhi tanhayiyon mein
Ek aisi bhi ghadi aayi.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood