Sitaron se aage
Jahan aur bhi hai
Abhi ishq ke imtahaan
Aur bhi hai
Shama par jal ke bhi
Parawaana fana hota nahi
Shama par jal ke bhi
Parawaana fana hota nahi
Saaz se jaise kabhi
Nagama juda hota nahi
Maut to chhoti si hai
Ek aazama ish ishq ki
Maut to chhoti si hai
Ek aazama ish ishq ki
Dard e ulafat jaan dekar bhi
Ada hota nahi
Dard e ulafat jaan dekar bhi
Ada hota nahi
Shama par jal ke bhi
Parawaana fana hota nahi
Hai zami se aasama tak
Pyar hi ki mazile
Hai zami se aasama tak
Pyar hi ki mazile
Khatm mar jaane se bhi
Ye silsila hota nahi
Khatm mar jaane se bhi
Ye silsila hota nahi
Shama par jal ke bhi
Parawaana fana hota nahi
Sitaron se aage
Jahan aur bhi hai
Abhi ishq ke imtahaan
Aur bhi hai.
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood