Maine naino ki tej kataar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Maine naino ki tej kataar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Kabhi khaali na
Jaaye yeh waar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Zulfen hamaari
Hai kaali gatayen
Chanda se mukhade
Pe ghumphir ke aaye
Zulfen hamaari
Hai kaali gatayen
Chanda se mukhade
Pe ghumphir ke aaye
Barse bina pyaas
Jinki bujhaye
Barse bina pyaas
Jinki bujhaye
Jaane hasana rulaana
Babuji zara bachke
Maine naino ki hoo
Maine naino ki tej kataar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Gori kalaiya na pakdo ji mori
Achhi nahi yeh balam zora zori
Gori kalaiya na pakdo ji mori
Achhi nahi yeh balam zora zori
Warna ji karlungi
Main dil ki chori
Warna ji karlungi
Main dil ki chori
Kehna mera jo na maana
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Maine naino ki hoy
Maine naino ki tej kataar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Roop ke tum jo
Bane ho pujaari
Mehangi padegi
Mohabbat hamaari
Roop ke tum jo
Bane ho pujaari
Mehangi padegi
Mohabbat hamaari
Kardegi yeh jeb
Khaali tumhaari
Kardegi yeh jeb
Khaali tumhaari
Dekho pade na pachhatana
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana
Maine naino ki hoy
Maine naino ki tej kataar
Babuji zara bachke
Raja ji zara bachake
Nazariya milana.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mohammed Rafi