Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Ho phir kyu rahe
Is tarah pyar me duriya
Jata hai kaha
Wo na milega
Kahi jo milega yaha
Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Phir kyu rahe is tarah
Pyar mein duriya
Jata hai kaha
Wo na milega
Kahi jo milega yaha
Bat karo jo pas aake
Nigaho ko milake
To phir kuch maja hai
Bat karo jo pas aake
Nigaho ko milake
To phir kuch maja hai
Soch rahe jo yu akele
To jine mein kya hai
Julfo ke saye mein
Aa lut le mastiya
Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Phir kyu rahe is tarah
Pyar me duriya
Jata hai kaha
Wo na milega
Kahi jo milega yaha
Main bhi hoon yahan
Khub nibhegi teri meri
To phir kaisi deri
Aa mujhe aazmale
Khub nibhegi teri meri
To phir kaisi deri
Aa mujhe aazmale
Jeet usi ki hui yara
Ke jo bhi dil hara
Ye bazi lagale
Teere najar
Chalake chala hai kaha
Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Main bhi hoon yahan
Tu bhi hai yaha
Ho phir kyu rahe
Is tarah pyar me duriya
Jata hai kaha
Wo na milega
Kahi jo milega yaha
Main bhi hoon yahan.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar