Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Teri najro ki pyasi kabhi thi main teri dasi
Ab hu main teri malik sun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Teri najro ki pyasi kabhi thi main teri dasi
Ab hu main teri malik sun
Abhi talak jo sahib bankar
Hukam chalaya saiya ji
Udhar uthaya idhar bithaya
Pakad ke meri baiya ji
Abhi talak jo sahib bankar
Hukam chalaya saiya ji
Udhar uthaya idhar bithaya
Pakad ke meri baiya ji
Gye din wo tumhara
Ab hukam hamara is ghar pe chalega sun
Sajna sun sun meri chaabi chuun
Sajna sun sun meri chaabi chuun
Teri najro ki pyasi kabhi thi main teri dasi
Ab hu main teri malik sun
Kasam se main gin gin lungi badla
Sara hisab chuka dungi
Mehandi lagi is ungli pe leke
Tumko nach nacha dungi
Kasam se main gin gin lungi badla
Sara hisab chuka dungi
Mehandi lagi is ungli pe leke
Tumko nach nacha dungi
Koi kabu na chalega
Gali gali me machega
Shor yaha se waha tak sun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Teri najro ki pyasi kabhi thi main teri dasi
Ab hu main teri malik sun
Samjh ke najuk ek aurat pe
Abhi to hath uthaoge
Chadi na maro gussa utaro
Nahi to phir pachhtaoge
Samjh ke najuk ek aurat pe
Abhi to hath uthaoge
Chadi na maro gussa utaro
Nahi to phir pachhtaoge
Babul ke nagar chali jaungi agar
Nahi aaungi palat ke sun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Sajna sun sun meri chaabi ki chuun
Teri najro ki pyasi kabhi thi main teri dasi
Ab hu main teri malik sun.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar