Dosto mere kise ho gaye khatam sare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon
Dosto mere kise ho gaye khatam sare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon
Chahe jo bhi aap log naam mujheko dijiye
Ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye
Chahe jo bhi aap log naam mujheko dijiye
Ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye
Jaam mujhko dijiye
Dekhiye ji raha hu, mai isi ke sahare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon
Ye haseena jaan le wo deewana mai nahi
Tere labj chum le wo tarana mai nahi
Ye haseena jaan le wo deewana mai nahi
Tere labj chum le wo tarana mai nahi
Wo tarana mai nahi
Kis liye teri aankhe kar rahi hai ishare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon
Husn kya hai ek haseen jindagi ki bhul hai
Ishq me hai kuchh nasha ye magar fajul hai
Husn kya hai ek haseen jindagi ki bhul hai
Ishq me hai kuchh nasha ye magar fajul hai
Ye magar fajul hai
Jisne bhi ki mohabbat mar gaya gham ke mare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon
Dosto mere kise ho gaye khatam sare
Ab na koi pukare
Main sharab pee raha hoon
Main sharab pee raha hoon.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle