Pee kar dekho bhang
Bhaiya is duniya ke rang
Pee kar dekho bhang
Bhaiya is duniya ke rang
Karlo mauj bahar
Jawani ke hai din do char
Jawani ke hai din do char
Jawani ke hai din do char
Mera naam haye
Oye haye haye haye haye
Mera naam haye badnam ho gaya
Mera naam haye badnam ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya
Re mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya
Ho jab se laga solhwa sal
Logo badli meri chal
Re jo bhi dekhe feke jal
Bole acha hai ye mal
Is dar se chhoda bhopal
Main pahuchi nanital
Waha pe aaya ye bhuchal
Ho gaya rang sharam se lal
Uska nam tha natwar laal
Jisne kiya ye mera haal
Uska nam tha natwar laal
Jisne kiya ye mera haal
Mere sath julm haye ram ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya
Re mera naam haye badnaam ho gaya
Ho tauba karli pakde kan
Hoke sabse badgumaan
Re bachake sabse jal
Maine choda hindustan
Pahle pahuchi englishtan
Phir ja pahuchi main japan
Bik gayi mugt mein main nadan
Jaise japani saman
Ek hi jaise beiman
Duniya bhar ke nojawan
Ek hi jaise beiman
Duniya bhar ke nojawan
Main jaha bhi gayi katle aam ho gaya
Mera nam haye badnam ho gaya
Are mera naam haye badnaam ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera nam ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya.
Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Nitin Mukesh Chand Mathur
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Mohammed Aziz