Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Insan ke sare jivan me
Bas ek jawani hoti hai
Insan ke sare jivan me
Bas ek jawani hoti hai
Kabhi vo apni hoti hai
Kabhi vo begani hoti hai
Isi umar me aa ke to
Bante hai afsane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Duniya jis ko dil kahati hai
Vo do rango ka hota hai
Duniya jis ko dil kahati hai
Vo do rango ka hota hai
Mil jaye to ye hasta hai
Aur tut jaye to rota hai
Tukrana hai tukra do
Milta hai mil jane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Ye chehra bhi ek darpan hai
Do tasveere dikhlata hai
Ye chehra bhi ek darpan hai
Do tasveere dikhlata hai
Man me khushi ya koi gham
Sab ispe najar aa jata hai
Sab ispe najar aa jata hai
Mere dil me jo bate hai
Usko aaj batane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do
Jo ache lage vo apna lo
Jo bura lage use jane do
Meri baat ke mane do
Meri baat ke mane do.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar