Nayi umar ki kaliyon tumako
Dekh rahi duniya sari
Tumape badi jimmedari
Ghar ghar ko tum swarg banana
Ghar ghar ko tum swarg banana
Har aangan ko phulwari
Humape badi jimmedari
Dekh rahi duniya sari
Tum uss desh me janmee ho
Jis desh me janmee thi sita
Tum uss desh me janmee ho
Jis desh me janmee thi sita
Tum uss desh ki kanya ho
Jis desh me gunj rahi gita
Kabhi bhul kar bhi na lagana
Kabhi bhul kar bhi na lagana
Jeewan mein tum chinagari
Ghar ghar ko tum swarg banana
Har aangan ko phulwari
Humape badi jimmedari
Dekh rahi duniya sari
Yeh na bhulana jaha jaha hai
Phul waha hain kaante bhi
Yeh na bhulana jaha jaha hai
Phul waha hain kaante bhi
Jaha jaha par hote hain tufaan
Waha sannate bhi
Tum iss jag me hans hans jina
Mat karana mann ko bhari
Ghar ghar ko tum swarg banana
Har aangan ko phulwari
Humape badi jimmedari
Dekh rahi duniya sari
Dekho kahi bhatak mat
Jaana jhuthe has vilaaso me
Dekho kahi bhatak mat
Jaana jhuthe has vilaaso me
Karna aise kaam tumhara
Naam rahe itihaaso me
Saavdhaan rahana bahano
Saavdhaan rahana bahano
Aa rahi tumhari bhi bari
Ghar ghar ko tum swarg banana
Har aangan ko phulwari
Humape badi jimmedari
Dekh rahi duniya sari
Humape badi jimmedari
Dekh rahi duniya sari.
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Aarti Mukherji, Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)