Are mishri jaisi tohri suratiya
Aur mirchi jaisi bholi
Bhole aise bol ki sunke
Lage karzava pe gholi
Roop jab aisa mila
Roop jab aisa mila
Aisi ada kaise na ho
Roop jab aisa mila
Aisi ada kaise na ho
Bhari bottle ho jawani ki
Bhari bottle ho jawani ki
Nasha kaise naa ho
Roop jab aisa mila haye haye haye
Are are teri julmi jawani
Chadi nadiya toofani
Are are teri julmi jawani
Chadi nadiya toofani
Udhe jab lath mukhre pe
Gata ho paani paani
Dekh ke tujhko julm dil pe
Bhala kaise na ho
Ha julm kaise na ho
Roop jab aisa mila haye haye haye
Bagiya ki saari kaliya kheto ki hariyali
Are paav tale beechh jaye
Jab chale nakhre wali
Hai mukh per subah ki lali,
Badan phulwa ki dhali
Hai mukh per subah ki lali,
Badan phulwa ki dhali
Bara har aang me jaadu
Magar dil pyar se khali
Aisa ho nakhra to phir
Jiyara fida kaise na ho
Ha fida kaise na ho
Roop jab aisa mila
Aisi ada kaise na ho
Bhari bottle ho jawani ki
Bhari bottle ho jawani ki
Nasha kaise naa ho
Roop jab aisa mila.
Lata Mangeshkar
Aarti Mukherji, Amit Kumar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar