O mere pardeshi jogi
Tujhe yad kare meri preet
Pyasi payal ke hotho ko
Mile tera sangeet
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
Koi ched aisa nagma
Yeh payal meri chanke
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
He aa gaya sapera
Aa gaya sapera dil ka
Lutera sajan tera
Na bichdenge sathi
Kabhi yeh bachpan ke
Na bichdenge sathi
Kabhi yeh bachpan ke
Tu nach meri nagan
Yeh din hai milan ke
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
Barkha aur bahar mein
Tere intzar mein
Maine kitne dard sahe hai
Sajna tere pyar mein
Barkha aur bahar mein
Tere intzar mein
Maine kitne dard sahe hai
Sajna tere pyar mein
Main badli banke
Main badli banke
Aayi tu leja sawan banke
Main badli banke
Aayi tu leja sawan banke
Tu nach meri nagan
Yeh din hai milan ke
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
Tu meri taqdeer hai
Ranjhe ki tu heer hai
Meri in aankhon mein sajni
Teri hi tasveer hai
Tu meri taqdeer hai
Ranjhe ki tu heer hai
Meri in aankhon mein sajni
Teri hi tasveer hai
Main dulha banke
O main dulha banke tu
Aaja dulhan banke
Main dulha banke tu
Aaja dulhan banke
Koi ched aisa nagma
Yeh payal meri chanke
Na bichdenge sathi
Kabhi yeh bachpan ke
Apna nahi banana tha
Jo chhod ke mujho jana tha
Tumse ab main kaise kahu ke
Dusman sara zamana tha
Apna nahi banana tha
Jo chhod ke mujho jana tha
Tumse ab main kaise kahu ke
Dusman sara zamana tha
Lo aaj phul
Lo aaj phul mahke hai
Man ke chaman ke
Lo aaj phul mahke hai
Man ke chaman ke
Tu nach meri nagan
Yeh din hai milan ke
Tu been baja sajna
Main nachu nagan banke
Na bichdenge sathi
Kabhi yeh bachpan ke.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Amit Kumar, Mohammed Rafi