Hazaro Karwaa Lute Gaye - Mehndi lyrics | Mehndi - Hazaro Karwaa Lute Gaye lyrics

Hazaro Karwaa Lute Gaye is a hindi song from the 1958 movie Mehndi. Hazaro Karwaa Lute Gaye singers are Hemant Kumar, Lata Mangeshkar. Hazaro Karwaa Lute Gaye composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Hazaro Karwaa Lute Gaye lyricist or song writer is Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). Hazaro Karwaa Lute Gaye music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Hazaro Karwaa Lute Gaye features Ajit, Jay Shree T, Veena, Lalita Pawar, Kumar, Balam, Adeeb, Anwari, Jayashree Gadkar, Krishnakant, Mirza Musharraf. Hazaro Karwaa Lute Gaye director is and the producer is . The audio of Hazaro Karwaa Lute Gaye song was released on 18th June, 1958 by Saregama. Hazaro Karwaa Lute Gaye YouTube video song can be watched above.


Hazaro karwaa lute
Gaye manzil ki raho mein
Jo gum ka samna karta
Gaya manjil pe wo pahucha
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Ye kaisi khudai hai
Bhala kaisa khuda hai
Lutti hui dunia jo
Meri dekh raha hai
Mai kaise bhala manu ke
Duniya mein khuda hai
Agar hai to kaha hai


Izzat bhi bachi jan
Bachi kaise ye bolo
Wo konsi takat thi
Zara dil ko tatolo
Hai jiska karam
Usi se gila hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai


Kuch kam nahi apne
Liye jine ke sahare
Kuch kam nahi apne
Liye jine ke sahare
Iman ki daulat hai
Abhi pas hamare
Ye aisa sahara hai jo
Har say se bada hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai.



Movie/album: Mehndi
Singers: Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Ajit, Jay Shree T, Veena, Lalita Pawar, Kumar, Balam, Adeeb, Anwari, Jayashree Gadkar, Krishnakant, Mirza Musharraf
Release on: 18th June, 1958
1. Who is the music director of the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song singers are Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song lyricist is Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
5. What is the movie of the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song is from Mehndi
6. Who wrote the song Hazaro Karwaa Lute Gaye
Ans: Hazaro Karwaa Lute Gaye song is written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Find other songs in - Mehndi

1
2
Pyar Ki Duniya

Lata Mangeshkar

3
Meri Dulhan Bareli Se Aayi

Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

4
Jhoolo Lalna Jhoolo

Asha Bhosle, Chandbala

5
Gaya Bachpan Dua Dekar

Lata Mangeshkar

6
Gao Gao Ri Sakhi

Asha Bhosle

7
Bhari Mahafil Hai

Lata Mangeshkar

8
Apne Kiye Pe

Lata Mangeshkar

9
Allah Ki Rehmat

Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir

10
Ke Bachpan Kisika

Lata Mangeshkar

11
Bedard Zamana Tera Dushman

Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar

12
Mere Angna Mehndi

Asha Bhosle

13
Boliyan Bhangra

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

14
Pichhli Yaad Bhula Do

Kishore Kumar

15
Tere Behan Aur Bhai Lagte Hai

Mohammed Aziz, Sabahat Akhtar, Sushma Shrestha (Poornima)

16
Yeh Meri Sasural Hai

Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)

17
Mohabbat Mein

Sadhana Sargam, Udit Narayan

19
Dulhan Koi Jab Jab

Sadhana Sargam

20
Tum To Pardesi Ho Tum To Pardesi

Kavita Krishnamurthy

21
Baba Ki Bitiya Hui Parayi

Anuradha Paudwal