Dulhan koi jab jab rachati hai mehndi
To mayake ki yaade bulati hai mehndi
Dulhan koi jab jab rachati hai mehndi
To mayake ki yaade bulati hai mehndi
Nigaho me jitne hai sapne kanware
Sabi ko suhaghan banati hai mehndi
Dulhan koi jab jab rachati hai mehndi
To mayake ki yaade bulati hai mehndi
Sabhi betiya kisi ki amanat
Yahi reet duniya me sab ne nibhayi
Pati aur patni ke pawan milan pe
Ye mehndi humesa bani hai gawahi
Sabhi jodiya aasma per hai banti
Jami pe unhi ko milati hai mehndi
Dulhan koi jab jab rachati hai mehndi
To mayake ki yaade bulati hai mehndi
To mayake ki yaade bulati hai mehndi
Vo dahjid chuti vo angan bhi chuta
Jaha se janma aur jana tha maine
Vo dhali jis se mai udke gayi thi
Vaha laut ke anaa tha maine
Hasti hai mehndi rulati hai mehndi
Banti hai mehndi mitati hai mehndi
Banti hai mahndi mitati hai mahndi
Ye riste hai resham ke dhage ke jaise
Inhe jaise bando bandege vaise
Karo dur har fasale ka andera
Jaha khul gayi aankh samje savera
Gile aur shikave mitati hai mehndi
Ye bichde huo ko milati hai mehndi
Gile aur shikave mitati hai mehndi
Ye bichde huo ko milati hai mehndi
Ye bichde huo ko milati hai mehndi.
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Chandbala
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Kishore Kumar
Mohammed Aziz, Sabahat Akhtar, Sushma Shrestha (Poornima)
Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy
Anuradha Paudwal