Mehndi tuti pici chhani
Guli rachi tab rang lal hua
Aurat ka bhi is duniya mein
Mehndi jaisa haal hua
Sach puchho to nari jivan
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai
Sach pucho to naari jivan
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai
Kadam kadam par is abla
Ko har riste ne luta hai
Har riste ne luta hai
Sach puchho to nari jivan
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai
Tut na jaye chudiya iski
Mang na suni ho jaye
Apna darm nibane ko
Chup chap chali hai ye haye
Mehndi ki lali ka nari kaisa mol chukati hai
Apni arthi ko jeete ji apne aap uthati hai
Iska koi dosh nahi par baagh hi iska futa hai
Kadam kadam par is abla
Ko har riste ne luta hai
Har riste ne luta hai
Sach pucho to nari jivan
Ek mehndi ka buta hai
Ek mahndi ka buta hai
Ganga jal si pawan hai
Par kis kis ko samjayegi
Har khidaki har darwaje se
Ek ungali uth jayegi
Sita ban kar bhi nari ko
Chain mila na jivan bhar
Bahar hai ravan ki chinta aur
Bahar hai ram ka dhar
Iski laaj to bach gayi par
Viswas ka darpan tuta hai
Kadam kadam par is abla
Ko har riste ne luta hai
Har riste ne luta hai
Sach pucho to nari jivan
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai
Ek mehndi ka buta hai.
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Chandbala
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Kishore Kumar
Mohammed Aziz, Sabahat Akhtar, Sushma Shrestha (Poornima)
Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Sadhana Sargam
Kavita Krishnamurthy
Anuradha Paudwal