Wo aaj apni mahfil me aaye hue hai
Jo kotho ki ronak badhye hue hai
Jo kotho ki ronak badhye hue hai
Jo dukan apni sajaye hue hai
Gali or kuche basaye hue hai
Wo aaj apni mahfil me aaye hue hai
Jo ghunghru ki payal ki jhankar lekar
Kuch inkar lekar kuch karar lekar
Jara saudabaji ki takrar lekar
Nigaho me bijli chupaye hue hai
Wo aaj apni mahfil me aaye hue hai
Hai apna banane ke andaz sare
Ye gesu ye chitwan adaye ishare
Mila jo bhi usse kaha hai tumhare
Are ye dhokha hai jo
Hum bhi khaye hue hai
Wo aaj apni mahfil me aaye hue hai
Ye kotho ki malikka ye kucho ki rani
Ye bazar ke manchalo ki jawani
Ye kotho ki malikka ye kucho ki rani
Ye bazar ke manchalo ki jawani
Ye aashik mizazo ki rangin kahani
Are sitam sar duniya pe dhaye hue hai
Wo aaj apni mahfil me aaye hue hai.
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Chandbala
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Kishore Kumar
Mohammed Aziz, Sabahat Akhtar, Sushma Shrestha (Poornima)
Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Kumar Sanu
Sadhana Sargam
Kavita Krishnamurthy
Anuradha Paudwal