Har roz kaha har roz suna
Ek baat na puri ho payi ho payi
Har roz kaha har roz suna
Ek baat na puri ho payi ho payi
Har roz kaha
Dil de bhi chuke dil le bhi chuke
Dil de bhi chuke dil le bhi chuke
Saugat na puri ho payi
Har roz kaha
Aakash me jaise chand badha
Aakash me jaise chand badha
Badhti hi gayi man ki aasa
Sagar chalka dhara nikli
Fir pine ki man hai pyasa
Chhayi bhi ghata pani barsa
Barsat na puri ho payi ho payi
Har roz kaha
Uthati hi rahi sagar me lahar
Uthati hi rahi sagar me lahar
Utpann na hui chaht dil ki
Pa karke tumhe ye dil na bhara
Kuch or badhi hasrat dil ki
Sahnayi baji or rat chadi
Barat na puri ho payi ho payi
Har roz kaha.
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Hemanta Kumar Mukhopadhyay