Mashook apne shabab mein
Karte hai parda hijab mein
Kaisa zamana aaya re
Ho ke dekho aashiq khade hai nakab mein
Ho mashook apne shabab mein
Karte hai parda hijab mein
Kaisa zamana aaya dekho
Ke dekho aashiq khade hai nakab mein
Dekho zara sharmile balam ko
Dekho zara sharmile balam ko
Yu dekhta hai mauva ghunghat se humko
Ji chahat ahai hum is sharam ko
Ha ji chahat ahai hum is sharam ko
Pile mila kar sharab mein
Pile mila kar sharab mein
Kaisa zamana aaya dekho
Ke dekho aashiq khade hai nakab mein
Kya ho gaya inko na jane na jane
Haye kya ho gaya inko na jane
Tasviro jaise chup hai deewane
Humne diye hai kitne hi tane
Ha humne diye hai kitne hi tane
Kuch to kaho tum jawab mein
Ji ha kuch to kaho tum jawab mein
Kaisa zamana aaya dekho
Ke dekho aashiq khade hai nakab mein
Ab kam apna ye kar rahe hai
Najuk hasino se dar rahe hai
Mare sharam ke ye mar rahe hai
Socha na tha ye khawab mein
Socha na tha ye khawab mein
Kaisa zamana aaya dekho
Ke dekho aashiq khade hai nakab mein
Ho mashook apne shabab mein
Karte hai parda hijab mein
Kaisa zamana aaya dekho
Ke dekho aashiq khade hai nakab mein.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Aziz Nazan